Tera asar oh bekhabar
Main kho gaya jaane kidhar

Tu mere paas hai abhi
To lamhe khaas hain abhi
Na jaane kab hua yakeen
Ke kuchh bhi tere bin nahi

Naa tere bin rehna ji
Naa aur kuchh kehna ji
Ke jagte jagte
Main umar bita loon

Naa ek pal chaina ji
Hai sath mein rehna ji

Ke jagte jagte
Main umar bita loon
Jo baaki saans hai abhi
Wo tere paas hai abhi
Mujhe ab ho gaya yakeen
Ke tere bin main kuchh nahi

Naa tere bin rehna ji
Naa aur kuchh kehna ji
Ke jagte jagte
Main umar bita loon

Kareeb aa tu is tarah
Saansein mile do jis tarah

Main tere sang yeh safar guzarun
Mile ho tum mujhe abhi
To ho gaya mujhe yakeen
Kitna main tanha
Bheed mein raha hoon

Yeh zid mein hi rehna ji
Judaai nahi sehna ji
Ke haste haste
Main gham tera ro loon

Naa ek pal chaina ji
Hai sath mein rehna ji
Ke jagte jagte
Main umar bita loon

Agar tu na mile mujhe
Main lamhe rok loon yahin
Jahaan se hum shuru huye
Main dohraun woh pal sabhi

Naa tere bin rehna ji
Naa aur kuchh kehna ji
Ke jagte jagte
Main umar bita loon

Tujhe main chahun is kadar
Naa chahe tu mujhe agar
Main tujhse mohabbat karta rahoonga

Yeh khalipan manzoor hai
Ispe nahi tu door hai
Jahan tak dekhun tu hi dikhega

Ishq tera pehna ji
Sach to yehi hai naaji
Ke behte behte main raah bana loon

Naa ek pal chaina ji
Hai sath mein rehna ji
Ke jagte jagte
Main umar bita loon

Main aadha jee raha yahin
Adhuri tu bhi to yahin
Kinaare wo jo na mile
Unhein milna to hai kahin

Naa tere bin rehna ji
Naa aur kuchh kehna ji
Ke jagte jagte
Main umar bita loon