Kaisa pyar tu jataye
Kaise paas mere aaye

Kaisa pyar tu jataaye
Kaise paas mere aaye
Main nibhaun tere dil ki yeh choriyan

Main teri hogaiyaan, haan
Main teri hogaiyaan, haan
Main teri hogaiyaan, haan
Main teri hogaiyaan

Teri laag aisi laagi
Rain saari saari jaagi
Teri laag kaisi maahiya

Tune hi ki manmaani
Ek bhi na meri maani
Aise kyun sataya maahiya

Kaise tujhko yeh batayein
Ke hum jee nahi paaye

Kaise tujhko yeh batayein
Haan hum jee nahi paaye
Jaan leti thi teri meri dooriyan

Main teri hogaiyaan, haan
Main teri hogaiyaan, haan
Main teri hogaiyaan, haan
Main teri hogaiyaan